Hindi Song Title: Yehi hai fasana
Hindi Movie/Album Name: AAFREEN VOL. 1 (ALBUM)
Singer(s): PANKAJ UDHAS

Hindi Lyrics:
Yehi hai fasana humara tumhara, yehi hai fasana humara tumhara
Jamana deewana humara tumhara
Yehi hai fasana humara tumhara, yehi hai fasana humara tumhara

Jamane ki rasmon mein shamil rahega, jamane ki rasmon mein shamil rahega
Jamane ki rasmon mein shamil rahega, vo milna milana humara tumhara
Vo milna milana humara tumhara, jamana deewana humara tumhara
Yehi hai fasana humara tumhara

Gulon ki kitabon ka unvaan hoga, gulon ki kitabon ka unvaan hoga
Gulon ki kitabon ka unvaan hoga, yehi muskurana humara tumhara
Yehi muskurana humara tumhara, jamana deewana humara tumhara
Yehi hai fasana humara tumhara

Mulakat apni hai sadiyon purani, mulakat apni hai sadiyon purani
Mulakat apni hai sadiyon purani, yeh rishta purana humara tumhara
Yeh rishta purana humara tumhara, jamana deewana humara tumhara
Yehi hai fasana humara tumhara, jamana deewana humara tumhara
Yehi hai fasana humara tumhara, yehi hai fasana humara tumhara

Related posts:

  1. Jindagi ki yehi reet hai Lyrics
  2. Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics
  3. Sau Saal Pehle Lyrics
  4. Ye kaisi mulakat hai Lyrics
  5. Hum To Mohabbat Karega Lyrics
  6. Hoga Hoga Lyrics
  7. Hum Intezaar Karenge Lyrics
  8. DIL TO PAGAL HAI Lyrics
  9. Yehan Mein Ajanabi Hoon Lyrics
  10. Apni Yaadon Ko Lyrics
  11. Mera Dil Chura Lyrics
  12. Jumbo Jet Lyrics
  13. Aaj Purani Rahon Se Lyrics
  14. Yeh Silsila Hai Pyaar Ka Lyrics
  15. Keh do ki tum Lyrics