Hindi Song Title: Yeh mera dil yaar ka deewana
Hindi Movie/Album Name: DON
Singer(s): ASHA BHOSLE

Hindi Lyrics:
La la la la, li la la la la la la
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2
(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) – 2
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) – 2
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2

Related posts:

  1. Mera Yaar Dildaar Lyrics
  2. Deewana Dil Hai Mera Lyrics
  3. Deewana dil Deewana Lyrics
  4. Hai Mera Dil Tu Leja Lyrics
  5. Deewana Deewana Dil Lyrics
  6. Ik Deewana Lyrics
  7. Awara Paagal Deewana Lyrics
  8. Dil Hai Deewana Lyrics
  9. Yaar Badal Na Jaana Lyrics
  10. Deewana Leke Aaya Hai Lyrics
  11. Yaar Ko Maine Lyrics
  12. Yeh Dil Deewana Hai Lyrics
  13. Jaag Dil-e-deewana Lyrics
  14. Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics
  15. Mere Yaar Dildaar Jo Na Hota Lyrics