Yaari hai meri imaan Lyrics


Hindi Song Title: Yaari hai meri imaan
Hindi Movie/Album Name: ZANJEER
Singer(s): MANNA DEY

Hindi Lyrics:
Aa . . .
Gar khuda mujse kahe . . . (2)
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu . . (2)
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao, ham nibaah laao
Hamsafar, hamraaz ho
Ta qayaamat. . . (2)
Jo chiraago ki tarha jalte rahe

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaar ho bando se ye . . . oh
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Saaz-e-dil chhedo jaha me . . . (2)
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo jaha , Me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya . . . (2)
Pyar leke taazgi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Jaan bhi jaaye agar . . . (2)
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , Yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho , Gham-geen matlab ham nahi
Ham jaha hai . . us jagaah (2)
Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Aa . . .
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2)
Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu

Kahe to aasmaa se chaand taare le aau
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu . . . (2)
Tumne nibhaaya yaaraana
Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2)
Yaar ke hasti hi . . . (2)
Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Oh . . . eh . . Qurbaan qurbaan…oy oy oy

Related posts:

  1. Jindagi hasne gaane ke liye hai Lyrics
  2. Meri Makhna Meri Soniye Lyrics
  3. Meri Zindagi Ne Mujeh Lyrics
  4. Tu Hi Meri Aashqi Jaaneman Lyrics
  5. Aye Meri Zindgi Lyrics
  6. Tu Meri Zindagi Hai Lyrics
  7. Bas meri jaan bas, maan le meri baat Lyrics
  8. Yeh Sard Aahein Meri Lyrics
  9. Aaye Ho Meri Zindagi Lyrics
  10. Eh meri zohra-jabeen Lyrics
  11. Meri Zindagi Ek Pyaas Lyrics
  12. Meri Zindagi Mein Aaye Ho Lyrics
  13. Uth Meri Jaan Lyrics
  14. Aaja Meri Baahon Mein Lyrics
  15. Chang Roz Meri Lyrics