Yaadein Yaad Aati Hain (Male) Lyrics


Hindi Song Title: Yaadein Yaad Aati Hain (Male)
Hindi Movie/Album Name: YAADEIN
Singer(s): HARIHARAN

Hindi Lyrics:
–MALE–
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) – 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) – 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

–CHORUS–
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2

–MALE–
Yeh jeevan dil jaani, dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye, baaqi kya reh jaaye
Yaadein, yaadein, yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

–FEMALE–
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah – 2

–MALE–
Duniya mein yun aana, duniya se yun jaana
Aao to le aana, jaao to de jaana
Yaadein, yaadein, yaadein

Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chal jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein

–FEMALE–
Aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah – 2

Related posts:

  1. Yaadein Yaad Aati Hain (Female) Lyrics
  2. Yaad Aati Hai Lyrics
  3. Woh Ladki Yaad Aati Hai Lyrics
  4. Meri Yaad Aayegi Aati Rahegi Lyrics
  5. Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo) Lyrics
  6. Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo) Lyrics
  7. Aap ki yaad aati rahi raatbhar Lyrics
  8. Laharon Ki Tarah Yaadein Lyrics
  9. Yaadein Bani Lyrics
  10. Voh Beete Din Yaad Hai Lyrics
  11. Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Lyrics
  12. Yaad Yaad Bas Yaad Lyrics
  13. Yaad Aayi Yaad Ayi Lyrics
  14. Teri Yaad Aa Rahi Hai Lyrics
  15. Sharm Aati Hai Magar Lyrics