Hindi Song Title: Yaadein Yaad Aati Hain (Female)
Hindi Movie/Album Name: YAADEIN
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN AND MAHALAXMI IYER
Hindi Lyrics:
–FEMALE–
(Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain) – 2
(Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain) – 2
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, yaadein
–CHORUS–
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2
–FEMALE–
Bandhan ho to chhode
Darpan ho to tode
Hum sab hain mushkil mein
Yeh dil hai is dil mein
Yaadein, yaadein, o yaadein
–MALE–
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati
Yeh yaadein, haan yeh yaadein, yaadein
–FEMALE–
Yaadein, yaadein, yaadein
Duniya mein hum saare
Yaadon ke hai maare
Kuch kushiyaan, thode gham
Yeh humse, inse hum
Yaadein, o meethi meethi yaadein
Khatti meethi yaadein
Nagme hain, shikwe hain
Kisse hain, baatein hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein, oh yaadein
Related posts:
- Yaadein Yaad Aati Hain (Male) Lyrics
- Woh Ladki Yaad Aati Hai Lyrics
- Yaad Aati Hai Lyrics
- Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo) Lyrics
- Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo) Lyrics
- Meri Yaad Aayegi Aati Rahegi Lyrics
- Aap ki yaad aati rahi raatbhar Lyrics
- Laharon Ki Tarah Yaadein Lyrics
- Yaadein Bani Lyrics
- Voh Beete Din Yaad Hai Lyrics
- Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Lyrics
- Yaad Yaad Bas Yaad Lyrics
- Yaad Aayi Yaad Ayi Lyrics
- Khizaan Ke Phool Pe Aati Lyrics
- Raat Aati Hai Lyrics