Hindi Song Title: Yaad kiya dil ne kahaan ho
Hindi Movie/Album Name: PATITA
Singer(s): HEMANT KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Hemant:
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum
Lata:
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
(repeat)
Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal mein
Lata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein
(repeat)
Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayi
Lata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi
(repeat)
Lata: Ab to meri daastaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag ho
Lata: O, tum humaari raah ke charaag ho
(repeat)
Lata: Mere liye aasmaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Related posts:
- Dil Ne Phir Yaad Kiya Lyrics
- Tu Kahaan Ye Bata Lyrics
- Tu Kaun Kahaan Se Aayee Hai Lyrics
- jaaoo kahaan bataa aye dil Lyrics
- Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Lyrics
- Yaad Yaad Bas Yaad Lyrics
- Yaad Aayi Yaad Ayi Lyrics
- Maine Pyaar Kiya Lyrics
- Woh jab yaad aaye, bahut yaad aaye Lyrics
- Pyaar Tune Kya Kiya Lyrics
- Dil Ne Pyar Kiya Lyrics
- Kis liye maine pyar kiya Lyrics
- Haan Maine Bhi Pyar Kiya Lyrics
- Pyaar Kiya To Nibhaana Lyrics
- Nikamma Kiya Is Dil Ne Lyrics