Yaad Aayi Yaad Ayi Lyrics
Hindi Song Title: Yaad Aayi Yaad Ayi
Hindi Movie/Album Name: MUSKAAN
Singer(s): ADNAN SAMI
Hindi Lyrics:
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi – 2
Aisa lagta hai mujhe to
Aisa lagta hai mujhe to, maar daalegi judaai
Yeh judaai, yeh judaai, maar daalegi judaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
Aa bhi jaao aa bhi jaao, ishq de tumko sada
Na akele reh sakogi bhoolke meri vafa
Kuch nazar aaye nahin
Kuch nazar aaye na mujhko
Aankhon mein bas tum ho chhaayi – 2
Tum ho chhaayi, tum ho chhaayi
Aankhon mein bas tum ho chhaayi
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
Tum nahin aate tumhaari yaad aati hai sanam
Kya bataaoon kis tarah mujhko rulaati hai sanam
Ab mujhe khaamoshiyon mein – 2
Dhadkanein deti sunaayi – 2
Dhadkanein deti sunaayi, dhadkanein deti sunaayi
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
Dooriyaan majbooriyaan hai, haal-e-dil kaise kahoon
Tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahoon
Tum kaho to chhod doon, ho
Tum kaho to chhod doon main
Ek pal mein yeh khudaai – 2
Ek pal mein yeh khudaai, chhod doon main yeh khudaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
Aisa lagta hai mujhe to
Aisa lagta hai mujhe to, maar daalegi judaai
Yeh judaai, yeh judaai, maar daalegi judaai
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
Related posts:
- Chali Aayi Chali Aayi Chali Aayi Lyrics
- Yaad Yaad Bas Yaad Lyrics
- Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Lyrics
- Chitthi Aayi Hai Lyrics
- Dulhan Ghar Aayi Lyrics
- Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Woh Zaalim Lyrics
- Woh jab yaad aaye, bahut yaad aaye Lyrics
- Aaja Shaam Hone Aayi Lyrics
- Yaad Aati Hai Lyrics
- Kolhapur Se Aayi Hoon Lyrics
- Sab Ki Baaraatein Aayi Lyrics
- Kahin Se Aayi Rani Lyrics
- Aayi Hai Diwali Lyrics
- Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi Lyrics
- Aaye Tum Yaad Mujhe Lyrics