Tere jaisa yaar kahan Lyrics


Hindi Song Title: Tere jaisa yaar kahan
Hindi Movie/Album Name: YAARANA
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Related posts:

  1. Hum Dono Jaisa Lyrics
  2. Jaan kahan hai tu kahan Lyrics
  3. Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye Lyrics
  4. Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye Lyrics
  5. Aisa Champion Kahan Lyrics
  6. Mere Yaar Dildaar Jo Na Hota Lyrics
  7. Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics
  8. Aji Aisa Mauka Phir Kahan Milega Lyrics
  9. Jaata Hai Tu Kahan Lyrics
  10. Yeh Main Kahan Lyrics
  11. Tum bin Jaaon Kahan Lyrics
  12. Jeena Hai Tere Liye Lyrics
  13. Yeh mera dil yaar ka deewana Lyrics
  14. Hum To Deewane Huay Yaar Lyrics
  15. Yaar Mere Yaara Mere Lyrics