Hindi Song Title: Sapnon Mein Aana Dil Mein Samana
Hindi Movie/Album Name: CHOR AUR CHAND
Singer(s): S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL

Hindi Lyrics:
Bala:
(sapnon mein aanaa dil mein samaanaa
pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa) -2

Anu:
jee chaahtaa hai ne ye neend toote
aankhon se ab to na sapnaa ye roothe
(sapnon mein aanaa dil mein samaanaa
pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa) -2

Bala:
(main chor hoon tum chaadd gagan ke
kaise hogaa apnaa milan ye) -2
ke tum ho ujaalaa, andheron ne paalaa
jatan se mujhe, lagan se mujhe

Anu:
sapnon mein aanaa dil mein samaanaa
pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa

Anu:
(pahlaa ye ahsaas hai meraa
koi to mere paas hai meraa ) -2
agar hai ye sapnaa to lagtaa hai apnaa
ke tum paas ho to sach kaash ho

Bala:
(sapnon mein aanaa dil mein samaanaa
pyaar kyaa hai mujhe tum bataanaa) -2

Related posts:

  1. Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya Lyrics
  2. Chori Chori Sapnon Mein Lyrics
  3. Sapnon Mein Dekha Sapna Lyrics
  4. Chori Chori Sapnon Mein (sad) Lyrics
  5. Aakhir Tumhe Aana Hai Lyrics
  6. Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Lyrics
  7. Jab deep jale aana Lyrics
  8. Ai Suno Chal Sapnon Ke Lyrics
  9. Mere Sapnon Ki Raani Lyrics
  10. Aana Zara Paas To Aa Lyrics
  11. Paas Nahin Aana Bhool Lyrics
  12. Aap ka aana dil dhadkaana Lyrics
  13. Zindagi Mere Ghar Aana Lyrics
  14. Sharma Ke Badlon Mein Chanda Lyrics
  15. Tum Dil Ki Dhadkan Mein Rehte Lyrics