Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics
Hindi Song Title: Saanson Ka Kya Hai Pata
Hindi Movie/Album Name: CHOR AUR CHAND
Singer(s): S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
Anuradha:
(saanson ka kya hai pata -2
saanson ke bin jee leinge ham
teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham.. ) -2
saanson kaa kyaa hai pataa -2
mud kar kise dekhnaa hai, chhootaa hai saayaa kahaan
ham saath hain Dhoondh leinge kuchh roshni ke nishaan
jaan gaye jeene ki ham ye adaa saanson kaa kyaa hai pataa -2
saanson ke bin jee leinge ham
teri dhadakn ki dhun jo sun leinge ham..
saanson kaa kyaa hai pataa -2
Bala:
ab kyaa shikaayat karein ham, kisko kahein bevafaa
apne liye zindagi to, Khud hai koi haadsaa
o…., dekheinge ab aage hotaa hai kyaa
Anuradha:
saanson ka kya hai pata -2
saanson ke bin jee leinge ham
teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham..
Bala:
saanson kaa kyaa hai pataa -2
saanson ke bin jee leinge ham
teri dhadkan ki dhun jo sun leinge ham..
Anuradha:
saanson kaa kyaa hai pataa
Bala:
saanson kaa kyaa hai pataa
Related posts:
- Meri Saanson Mein Basa Lyrics
- Saanson Ki Zaroorat Hai Lyrics
- Deewano Ko Pata Hai Lyrics
- Saanson se nahin Lyrics
- Meri Saanson Mein Samaaye Lyrics
- mere saanson ko Lyrics
- Mere khwaabon mein tu meri saanson mein tu Lyrics
- Baat Kya Hai Kaise Kah Dein Lyrics
- Sapnon Mein Aana Dil Mein Samana Lyrics
- Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics
- Aaj Unse Pehli Mulaqat Hogi Lyrics
- Sharma Ke Badlon Mein Chanda Lyrics
- Dekha Hai Maine To Lyrics
- Khata Nahin Lyrics
- Janam Janam Tumko Sanam Lyrics