Hindi Song Title: Qayamat, qayamat
Hindi Movie/Album Name: DEEWANE
Singer(s): SUKHWINDARA SINGH, ALKA YAGNIK

Hindi Lyrics:
–MALE–
Yeh aankhen, yeh masti

Yeh aankhen, yeh masti
Yeh palkein, yeh kaajal
Yeh zulfein, yeh khushboo
Yeh choodi, yeh paayal
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat – 2

–FEMALE–
Yeh chehraa, yeh tevar
Yeh qaatil adaayein
Yeh premi, yeh paagal
Yeh chaahat, yeh mohabbat
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat – 2

–MALE–
Yeh aankhen, yeh masti
Yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein, yeh palkein
Yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal, yeh kaajal

Aashiq hai kaun voh, tum aashiqui ho jiski
Shaayar hai kaun voh, tum shaayari ho jiski

–FEMALE–
Hue tum deewane yunhi to nahin
Chala koi jaadu kahin naa kahin, kahin naa kahin

–MALE–
Haan kahin naa kahin, kahin naa kahin

–FEMALE–
Yeh jaadu, yeh jaadu, yeh jaadu
Yeh rangat, yeh rangat

–MALE–
Yeh jalwa, yeh jalwa, yeh jalwa
Yeh jawaani

–FEMALE–
Dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
Badla hai aaj kyoon andaaz yeh tumhaara

–MALE–
Karoon kya koi zor chalta nahin
Sambhaale se bhi dil sambhalta nahin, sambhalta nahin

–FEMALE–
Haan sambhalta nahin, sambhalta nahin

–MALE–
Yeh mauje

–FEMALE–
(La la la la la la la)

–MALE–
Yeh saagar

–FEMALE–
(La la la la la la la)

–MALE–
Yeh hawaayein, yeh mausam

–FEMALE–
(La la la la la la la)
Yeh mehfil, yeh nagma
Yeh shonkhi, yeh aalam

–MALE–
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

–FEMALE–
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

–MALE–
Yeh aankhen, yeh aankhen

–FEMALE–
Yeh chehraa, yeh chehraa

–MALE–
Yeh masti, yeh masti

–FEMALE–
Yeh tevar, yeh tevar

–MALE–
Yeh palkein, yeh kaajal
Yeh zulfein

–FEMALE–
Yeh premi

–MALE–
Yeh khushboo

–FEMALE–
Yeh paagal

–MALE–
Yeh choodi

–FEMALE–
Yeh chaahat

–MALE–
Yeh paayal

–FEMALE–
Yeh mohabbat

–MALE–
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

–FEMALE–
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

–MALE–
Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

–FEMALE–
Haan, qayamat, qayamat, qayamat, qayamat

Related posts:

  1. Qayamat Qayamat Lyrics
  2. Qayamat Ho Lyrics
  3. Haiyya Hu Kya Masti Lyrics
  4. Abhi To Mohabbat Ka Lyrics
  5. Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics
  6. O Haseena Zulfonwali Lyrics
  7. Khamosh Raat Sehmi Hawaa Lyrics
  8. Sach Much Main To Lyrics
  9. Love Ke Liye Lyrics
  10. Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics
  11. Mujhe Kuch Kehna Hai Lyrics
  12. Sar Se Sarak Gayi Lyrics
  13. Main sochoon yeh kaise Lyrics
  14. Chehraa Apna Lyrics
  15. Aisi Ankhen Nahi Dekhi Lyrics