Pyaar Kiya To Darna Lyrics


Hindi Song Title: Pyaar Kiya To Darna
Hindi Movie/Album Name: MUGHAL-E-AZAM
Singer(s): LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
(Lata Mangeshkar)
Insaan kisee se duniyaan me
Yek baar mohabbat karataa hai
Is dard ko lekar jiitaa hai
Is dard ko lekar marataa hai

Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Pyaar kiyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Ghunt ghunt kar yu marnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Unki tamannaa dil mein rahegii
Shammaa ise mahafil mein rahegii
Unki tamannaa dil mein rahegi
Shammaa ise mahafil mein rahegi
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Aaur humei ab karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa

(Choeurs)

Aaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa

(Lata Mangeshkar)

Pardaa nahin jab koi khudaa se
Pardaa nahin jab koi khudaa se
Bando se pardaa karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

(Choeurs)

Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

(Lata Mangeshkar)

Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Related posts:

  1. Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics
  2. Maine Pyaar Kiya Lyrics
  3. Pyaar Kiya To Nibhaana Lyrics
  4. Pyaar Tune Kya Kiya Lyrics
  5. Darna Mana Hai Lyrics
  6. Dono Ne Kiya Tha Lyrics
  7. Yaad kiya dil ne kahaan ho Lyrics
  8. Waqt ne kiya kya haseen sitam Lyrics
  9. Dil Ne Phir Yaad Kiya Lyrics
  10. Tere Naam Hum Ne Kiya Hai – sad Lyrics
  11. Tere Naam Hum Ne Kiya Hai – sad Lyrics
  12. Maine Koyi Jadoo nahi kiya Lyrics
  13. Dikhayi Diye Yoon Ke Bekhudh Kiya Lyrics
  14. muze kisee se pyaar ho gayaa Lyrics
  15. Kis liye maine pyar kiya Lyrics