Piyaa Piyaa Piyaa Lyrics


Hindi Song Title: Piyaa Piyaa Piyaa
Hindi Movie/Album Name: BAAP RE BAAP
Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

Hindi Lyrics:
piyaa piyaa piyaa..
piyaa piyaa piyaa meraa jiyaa pukaare
(ham bhi chalenge sainyaa sang tumhaare) -2
chori chori chori
chori chori chori kaahe hamen pukaare
(tum to basi ho gori man mein hamaare) -2
piyaa piyaa piyaa, aa aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa
aa haahaa haa aaN, Teeyo Di re ee, o Di re ee, yoo Di re ee

(ye khinchoo-khinchoo hamse, chale ho kahaaN sainyaa
main laagoo tore painyaa, na chhoD mori bainyaa) -2
(ye chhab matvaari, ye mukh goraa goraa
na dekho dekho aise ki jiyaa Dole moraa) -2
aaN, bhole bhaale nainaa mere jaane kyaa ishaare
(tum to basi ho gori man mein hamaare) -2
piyaa piyaa piyaa, aa aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa
yaa Di re ee, yo Du ro oo, Di ey Di re ee, TuDu ro oo

(main piyaa tori chhaayaa, main sang sang DolooN
tu jaaye jahaaN sainyaa, main saath tere ho looN) -2
ye rut man bhaati ye din madmaate
o dekho gori ham tum chale hain hanste gaate aa: aaN
ye rut man bhaati ye din madmaate
o dekho gori ham tum chale hain hanste gaate
aaN, mere piyaa jhoome jiyaa, jhoome ye nazaare
(tum to basi ho gori man mein hamaare) -2
piyaa piyaa piyaa meraa jiyaa pukaare
(ham bhi chalenge sainyaa sang tumhaare) -2
piyaa piyaa piyaa, aa aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa
*Kishore and Asha Singing Together*
aa haahaa haa aaN, hey hey hey hey hey ain, o ho ho ho ho oN, aa haa haa aaN
(Di Di Dei) -3, TuDuDu re ee
aa aa aa aa aa, aa aa aa aa..

Related posts:

  1. panchhee ban mein piyaa piyaa Lyrics
  2. aaj kee raat piyaa Lyrics
  3. mai piyaa teree Lyrics
  4. Mere Piyaa Gaye Rangoon Lyrics
  5. Oh Chori Gori Lyrics
  6. Gori Gori Lyrics
  7. Gore Gore O Banke Chore Lyrics
  8. na na na re na na Lyrics
  9. muze kisee se pyaar ho gayaa Lyrics
  10. Bas Ik Baar Tere Sang Lyrics
  11. Mohabbat Hui Hai Lyrics
  12. Chori Chori Hum Gori Se Lyrics
  13. U.P. WAALA THUMKA Lyrics
  14. JaateHo Pardes Piya Lyrics
  15. Kaise Din Beete Lyrics