Piya Tu Kahan Hai Lyrics


Hindi Song Title: Piya Tu Kahan Hai
Hindi Movie/Album Name: BAAGI
Singer(s): SHUBHA MUDGAL

Hindi Lyrics:
Piya…Tu Kahan Hai
Hoo Piya
Piya…Tu Kahan Hai

Roney Lagaa Dil Ankh Bhar Aayee
Hai, Roney Lagaa Dil Ankh Bhar Aayee
Tadpa Rahi Hai Abh Ye Judaai
Barse Yoon Hi Din Raat
Hai, Aswan Ki Ye Barsaat
Hai, Piya…Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Hoo
Piya Tu Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai…

Ooh, Dil Ki Jo Maanoon, Jag Rooth Jaaye
Jag Ki Jo Maanoon, Dil Toot Jaaye
Haan, Ye Pyaar Kya Hai, Pehle Na Jaana
Mahenga Pada Hai Dil Ka Lagaana
Barse Yoon Hi Din Raat
Hai, Aswan Ki Ye Barsaat
Hai, Piya…Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai…

Hoo, Khel Hain Kaise, Dil Ki Lagan Ke
Toot Ke Bikhare, Sapnay Milan Ke
Haan, Phir Yaad Teri Aane Lagi Hai
Phir Jaan Meri Jaane Lagi Hai
Barse Yoon Hi Din Raat
Hai, Aswan Ki Ye Barsaat
Hai, Piya…Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Piya Tu Kahan Hai
Kahan Hai
Piya Tu Kahan Hai

Hoo, Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha
Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha

Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha
Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha

Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha
Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha

Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha
Pyaar Miley To Hona Tha
Hansna Tha Ya Rone Tha…

Related posts:

  1. Piya piya o piya piya Lyrics
  2. Jaan kahan hai tu kahan Lyrics
  3. Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
  4. Piya Bina Piya Bina Lyrics
  5. Piya Mila De Lyrics
  6. Pardesiya Yeh Sach Hai Piya Lyrics
  7. More Piya Lyrics
  8. Piya Ki Jogan Lyrics
  9. Goriya Kahan Tera Des Lyrics
  10. Bhej kahar piya ji bulalo Lyrics
  11. Seekho Na Naino Ki Bhasha Piya Lyrics
  12. Aaja Piya Tohe Pyaar Doon Lyrics
  13. Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan Lyrics
  14. Jaata Hai Tu Kahan Lyrics
  15. Kaise Piya Se Lyrics