Pehli Pehli Baar Lyrics
Hindi Song Title: Pehli Pehli Baar
Hindi Movie/Album Name: SANGHARSH
Singer(s): SHRADDHA PANDIT AND SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
–MALE–
Teri ek chhuwan se jaaga yeh kaisa ehsaas
Pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyaas
Pehli pehil baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
–FEMALE–
Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
–MALE–
Bhole teri soni soni ankha mastaaniya
Pyaar ke liye yeh dengi laakhon qurbaaniya
Karke ek baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
Pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
–FEMALE–
Aah, aa aa aa aah, aa aa aa aah aa aa aa aah
Aa aa aa aa aah aa aa aah
Tere liye, tere liye marta hai maahiya
Phir kyoon judaai se dil darrta hai maahiya
Tujhpe jaan nisaar baliye, dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
–MALE–
Pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye
–FEMALE–
Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
–BOTH–
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya – 2
Dil ka qaraar kho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya
Related posts:
- Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai Lyrics
- Pehli Pehli Baar Mohabbar Ki Hai Lyrics
- Pehli Baar Jo Dekha Lyrics
- Hmm pehli baar Lyrics
- Woh pehli baar jab hum mile Lyrics
- Pehli baar dil yun Lyrics
- Aisa Pehli Baar Hua Haai Lyrics
- Mehfil Mein Baar Baar Lyrics
- Pehli nazar mili tumse Lyrics
- Baar baar haan bolo yaar haan Lyrics
- Kyun Baar Baar Lyrics
- Kyoon Baar Baar Lyrics
- Baar Baar Dekho Lyrics
- Ai ajnabi teri pehli nazar Lyrics
- Pehli Nazer Lyrics