Hindi Song Title: Pehli nazar mili tumse
Hindi Movie/Album Name: TERA MERA SAATH RAHEN
Singer(s): ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:
–FEMALE–
Pehli nazar mili tumse
To thoda sa ghabra se gaye hum
Dusri nazar mili tumse
To thoda sa sharma se gaye hum
–MALE–
Ho, teesri nazar mili humse, to
–FEMALE–
Chal gaya re voh jaadu, ho gayi main beqaabu
Mil gaya re hamdam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
–MALE–
Pehli nazar mili humse
–FEMALE–
Mm hm hm hm hm aa aa aa aa aa
–MALE–
Dusri nazar mili humse, to
–FEMALE–
To thoda sa sharma se gaye hum
Ho, na to koi talaash thi, na to koi khayaal tha
–MALE–
Na to koi jawaab tha, na hi koi sawaal tha
Sach keh raha hai dil mera
Pehle na aisa haal tha, pehle na aisa haal tha
–CHORUS–
Pehle na aisa haal tha, pehle na aisa haal tha
–FEMALE–
Haai, mujhe hi khabar nahin mujhko
Na jaane kab kaise chori se, chhup chhupke
Chhed gaya mausam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Aa aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa aa
Thoda thoda khumaar hai, patjhad mein bhi wahaar hai
–MALE–
Din mein lagta hai raat hai, kaisa yeh tera saath hai
–FEMALE–
Kaise bataaoon main tujhe
Dil mein dil ki baat hai, dil mein dil ki baat hai
–CHORUS–
Dil mein dil ki baat hai, dil mein dil ki baat hai
–MALE–
Oh, chhaayi hai yeh kaisi madhoshi
–FEMALE–
Honton pe sajti hai, saanson mein bajti hai
Chaahat ki sargam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Pehli nazar mili tumse
To thoda sa ghabra se gaye hum
Dusri nazar mili tumse
To thoda sa sharma se gaye hum
Haan, teesri nazar mili tumse
Chal gaya re voh jaadu, ho gayi main beqaabu
Mil gaya re hamdam
–MALE–
Pyaar ho gaya hai tujhe
–FEMALE–
Haan
–MALE–
Pyaar ho gaya
–FEMALE–
Haan
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
–CHORUS–
Pyaar ho gaya hai tujhe kya, pyaar ho gaya kya – 2

Related posts:

  1. Hai Tumse Mili Nazar – remix Lyrics
  2. Tumse Mili Nazar To Lyrics
  3. Unse Mili Nazar Ki Mere Hosh Udh Gaye Lyrics
  4. Ai ajnabi teri pehli nazar Lyrics
  5. Pehli Pehli Baar Lyrics
  6. Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics
  7. Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Lyrics
  8. Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai Lyrics
  9. Pehli Pehli Baar Mohabbar Ki Hai Lyrics
  10. Pehli Baar Jo Dekha Lyrics
  11. Nazar nazar dhoonde Lyrics
  12. Pehli baar dil yun Lyrics
  13. Tumse milke aisa laga Lyrics
  14. Nazar ne nazar ko Lyrics
  15. Tumse Door Rehke Lyrics