O Yara Rab Rus Jaane De Lyrics


Hindi Song Title: O Yara Rab Rus Jaane De
Hindi Movie/Album Name: SOCHA NA THA
Singer(s): SONU NIGAM, SANJIVNI

Hindi Lyrics:
O yara rab rus jaane de
Deewana jag choot jaane de
Main tera dil ban ke rahoon
Begaane dil toot jaane de
Ab saathiya nayi manzilein
Naya raasta hai tumhaara humaara

O yara rab rus jaane de
Deewana jag choot jaane de
Main tera dil ban ke rahoon
Begaane dil toot jaane de
Ab saathiya nayi manzilein
Naya raasta hai tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de

Hai, deewana jag choot jaane de

Zamaane ko chod dein
Riwajon tod dein
Toote na sapnein kabhi
Hai nazuk yeh sapnein sabhi

Behti hawaon kabhi
Aa mil ke mod dein

Aisa iraada karein
Aa dono wada karein

Ab saathiya iraada yehi
Hai wada yehi tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de

Deewana jag choot jaane de

Main tera dil ban ke rahoon
Tumko hi dekha karein
Tumko hi socha karein
Roothe tumhi se sanam
Tumse hi bola karein

Jitna karoon pyaar mein
Utna koyi na karein

Aisa koyi ho jahaan
Ho apne zameen aasmaan

Ab saathiya aisa jahaan
Banega yahaan tumhaara humaara
O yara rab rus jaane de

Deewana jag choot jaane de

Main tera dil ban ke rahoon

Begaane dil toot jaane de

Ab saathiya nayi manzilein
Naya raasta hai tumhaara

humaara
O yara rab rus jaane de

Related posts:

  1. Na Jaane Kyon Humare Dil Ko Lyrics
  2. Koi Jaane Koi Na Jaane Lyrics
  3. Na Jaane Mera Kya Hoga Lyrics
  4. O jaane jigar o jaane jigar Lyrics
  5. O O Jaane Jaana Lyrics
  6. Na jaane kyon Lyrics
  7. Jaane kahan le ke jaaye Lyrics
  8. Jaane kahan le ke jaaye Lyrics
  9. Jaane Bahaar Husn Tera Lyrics
  10. Jaane Do Na Lyrics
  11. Meri Neend Jaane Lagi Hai Lyrics
  12. Meri Neend Jaane Lagi Hai Lyrics
  13. Aage bhi jaane na tu Lyrics
  14. Aage bhi jaane na tu Lyrics
  15. Jaane kyoon log pyaar karte hain Lyrics