Hindi Song Title: Na Jaane Kyon Humare Dil Ko
Hindi Movie/Album Name: MOHOBBAT ZINDAGI HAI
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Hindi Lyrics:
Na Jaane Kyon Humaare Dil Ko Tune Dil Nahin Samjha,
Na Jaane Kyon..
Yeh Sheesha Thod Daala, Ho..
Yeh Sheesha Thod Daala, Pyar Ke Qabil Nahin Samjha,
Na Jaane Kyon..
Tadap Di Bhi Tho Aisi Di Ke Mushqil Hogaya Jeena,
Chalaayi Teer Voh Seene Pe, Chalni Hogaya Seena,
Aur Us Par Yeh Sitam Hai,
Aur Us Par Yeh Sitam Hai, Ke Humen Ghayal Nahin Samjha..
Na Jaane Kyon..
Mohobbat Ka Yeh Jaadu, Ik Din Sar Chad Ke Bolega,
Har Ik Andhi, Har Ik Toofan Ko, Kabu Mein Lelega,
Mohobbat Ne Koyi Bhi,
Mohobbat Ne Koyi Bhi, Kaam Ko, Mushqil Nahin Samjha..
Na Jaane Kyon..
Humaara Pyar Dekho Aur Humara Hausala Dekho
Mohobbat Ka Junoon Humko Kahan Tak Le Chala Dekho
Tumhi Ne Jaan Le Li,
Tumhi Ne Jaan Le Li, Aur Humen Qatil Nahin Samjha
Na Jaane Kyon..
Na Jaane Kyon Humaare Dil Ko Tune Dil Nahin Samjha,
Na Jaane Kyon..
Yeh Sheesha Thod Daala, Ho..
Yeh Sheesha Thod Daala, Pyar Ke Qabil Nahin Samjha,
Na Jaane Kyon..
Related posts:
- Ladki Kyon Na Jaane Lyrics
- Na jaane kyon Lyrics
- Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai Lyrics
- Na Jane kyon hota hai yeh Lyrics
- Koi Jaane Koi Na Jaane Lyrics
- Kyon Seene Lyrics
- Mujhse Kyon Lyrics
- Aisaa Kyon Hota Hai Lyrics
- Jaane Yeh Kya Ho Gaya Lyrics
- Priya Pyaar Yeh Kyon Lyrics
- Tu Itni pagli kyon hai Lyrics
- Aisa Kyon Hota Hai Lyrics
- haye re wo din kyon naa aaye Lyrics
- aansoo samaz ke kyon Lyrics
- Tumko Hum Dilbar Kyon Maane Lyrics