Hindi Song Title: Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai
Hindi Movie/Album Name: HERO NO. 1
Singer(s): UDIT NARAYAN & SADHANA SARGAM
Hindi Lyrics:
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar

Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
Mere yaar

Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bagaawat ki nahin jaati bagaawat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Ye haalat ki nahin jaati ye haalat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Related posts:
- Nazrein mil jaati hain Lyrics
- Sunte hain ke mil jaati hai Lyrics
- Mohabbat Ne Mohabbat Ko Lyrics
- Jaati Hoon Main Lyrics
- Nahin Nahin O O Meine Peheli Baar Lyrics
- Pyaar Ishq Aur Mohabbat Lyrics
- Nahin Nahin Abhi Nahin Lyrics
- Mohabbat Zindagi Hain Lyrics
- Dil Hai Ke Manta Nahin Lyrics
- Nahin Hona Tha Lyrics
- Humko Mohabbat Dhoond Rahi Thi Lyrics
- Mohabbat Ho Na Jaaye Lyrics
- Mohabbat Ho Na Jaye Lyrics
- Is Mohabbat Ke Siva Lyrics
- Main Shaayar To Nahin Lyrics