Hindi Song Title: Meri Duniya Mein
Hindi Movie/Album Name: TUM BIN
Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
–MALE–
Oh, eh, eh eh
–CHORUS–
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka – 4
–MALE–
(Meri duniya mein aake mat jaa
Mat jaa, kahin mat jaa) – 2
Meri duniya mein aake mat jaa, mat jaa, mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa
Mat jaa, kahin mat jaa
Kya maine paa liya hai
Kya maine kho diya hai
Shaayad yeh sochkar hi
Dil aaj ro diya hai
Tu hi to tha mera apna
Kaise phir yeh toota sapna
Tu jo milke kho jaayega
Jeena mushkil ho jaayega
Oh, meri duniya mein aake mat jaa
Mat jaa, kahin mat jaa
–CHORUS–
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka – 4
–MALE–
Yeh ishq ki hain raahein
Main jinpe chal raha hoon
Is aag mein na jaane
Kab se main jal raha hoon
Main to hoon tera deewana
Tune mujhko na pehchaana
Dilbar mere aisa na kar
Chaahat mein tu ruswaa na kar
Oh, meri duniya mein aake mat jaa
Mat jaa, kahin mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa, mat jaa, mat jaa
(Meri duniya mein aake mat jaa
Mat jaa, kahin mat jaa) – 2
–CHORUS–
Ishq ka dard hai, dard hai ishq ka – 7
–MALE–
(Oh, oh, oh, oh)
Related posts:
- Meri Duniya Mein Tum Aye Lyrics
- Aye Dil Dil Ki Duniya Mein Lyrics
- Akela Hun Mein Is Duniya Mein Lyrics
- Is duniya mein jeena ho Lyrics
- Aksar Is Duniya Mein Lyrics
- Teri Duniya Mein Dil Lyrics
- Mere khwaabon mein tu meri saanson mein tu Lyrics
- Teri Duniya Mein Jeene Se Lyrics
- Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics
- Tumse Badhkar Duniya Mein Lyrics
- Aaja Meri Baahon Mein Lyrics
- Kaunsi Baat Hai Duniya Mein LYrics
- Meri Yaad Mein Lyrics
- Meri Saanson Mein Samaaye Lyrics
- Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye Lyrics