Mehfil Mein Baar Baar Lyrics


Hindi Song Title: Mehfil Mein Baar Baar
Hindi Movie/Album Name: SOLDIER
Singer(s): ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
–FEMALE–
La la la la, la la la la la la la – 2

–MALE–
Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha
Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

–FEMALE–
Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
Haan, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

–MALE–
Hey hey hey hey hey, hey hey hey hey, aa ha
Yeh mausam aaya hai dilbar kitne saal mein
Mera dil khoya hai tere hi khayaal mein

–FEMALE–
Na to mera dosh hai, na tera qusoor hai
Mujhpe jo chhaaya hai tera yeh suroor hai

–MALE–
Aa ha, la la la la, mm hm hm hm
Aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
Hey, aayi tu saamne, dhadkan thaher gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi

–FEMALE–
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tu chura le gaya

–MALE–
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tera uda le gaya

–FEMALE–
Tanhaai kehti hai, kuch bhi na kehna hai
Baahon mein sona hai, palkon mein rehna hai

–MALE–
Saanson ko baandha hai saanson ki dor se
Tode na tootegi duniya ke zor se

–FEMALE–
La la, la la la la, la la la la
Daaman mein tootke main to bikhar gayi
Haan, daaman mein tootke main to bikhar gayi
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi
Main kya karoon, dil kya kare, main kya karoon

–MALE–
Mehfil mein baar baar un pe nazar gayi

–FEMALE–
Hey, mehfil mein baar baar un pe nazar gayi

–MALE–
Humne bachaayi laakh, phir bhi udhar gayi

–FEMALE–
Main kya karoon

–MALE–
Dil kya kare

–FEMALE–
Main kya karoon

Related posts:

  1. Mehfil Taa Sajdi Lyrics
  2. Ab ke baar poonam mein Lyrics
  3. Kyun Baar Baar Lyrics
  4. Kyoon Baar Baar Lyrics
  5. Baar Baar Dekho Lyrics
  6. Baar baar haan bolo yaar haan Lyrics
  7. Sitaron Ki Mehfil Lyrics
  8. Tanhaiya mehfil bani Lyrics
  9. Pehli baar dil yun Lyrics
  10. Pehli Baar Jo Dekha Lyrics
  11. Ye duniya ye mehfil Lyrics
  12. Pehli Pehli Baar Lyrics
  13. Woh pehli baar jab hum mile Lyrics
  14. Chalo Ek Baar Lyrics
  15. Tere Ishq Mein Pad Gaya Re Lyrics