Mana Janab Ne Pukara Nahin Kya Lyrics


Hindi Song Title: Mana Janab Ne Pukara Nahin Kya
Hindi Movie/Album Name: PAYING GUEST
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:
Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin

Mana Janab Ne Pukaara Nahin, Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin

Mana Janab Ne Pukaara Nahin

Yaaron Ka Chalan Hao Ghulami Dete Hain Haseeno Ko Salaami (2)
Gussa Na Kijiye Jaane Bhi Dijiye Bandagi To Bandagi To Lijiye Sahaab

Mana Janab Ne Pukaara Nahin, Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin

Mana Janab Ne Pukaara Nahin.

Toota Phoota Dil Yeh Hamara Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara (2)
Idhar Dekhiye Nazar Phenkiye Dil Lagi Na Dil Lagi Na Kijiye Sahab

Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin

Mana Janab Ne Pukaara Nahin

Masha Allah Kehna To Maana Ban Gaya Bigda Zamana (2)
Tumko Hasa Diya Pyaar Sikha Diya(2)
Shukriya To Shukriya To Kijiye Sahaab

Mana Janab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawab Tumhara Nahin

Hai Wallah Jawab Tumhara Nahin Hai
Hai Wallah Jawab Tumhara Nahin Hai
Hai Wallah Jawab Tumhara Nahin Hai

Related posts:

  1. Darna Mana Hai Lyrics
  2. Mana Tarapata Hari Darashana Lyrics
  3. Nahin Nahin O O Meine Peheli Baar Lyrics
  4. Nahin Nahin Abhi Nahin Lyrics
  5. Jab Nahin Aaye The Tum Lyrics
  6. Chhupana bhi nahin Lyrics
  7. Nahin Hona Tha Lyrics
  8. Nahin Hona Nahin Hona Lyrics
  9. Paas Nahin Aana Bhool Lyrics
  10. Karaachi Nahin Jaavaangi Lyrics
  11. Kabhi hoti nahin hai jiski Lyrics
  12. Ruk Jaana Nahin Lyrics
  13. Aitbaar Nahin Karna Lyrics
  14. Jaana Nahin Tha Lyrics
  15. Chilman Uthegi Nahin Lyrics