Maine Pyaar Kiya Lyrics


Hindi Song Title: Maine Pyaar Kiya
Hindi Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA
Singer(s): LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Hindi Lyrics:
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha
Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi
Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon
Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi
Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Main teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri
Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage
Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O ..
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Related posts:

  1. Haan Maine Bhi Pyar Kiya Lyrics
  2. Maine Koyi Jadoo nahi kiya Lyrics
  3. Kis liye maine pyar kiya Lyrics
  4. Pyaar Kiya To Nibhaana Lyrics
  5. Pyaar Tune Kya Kiya Lyrics
  6. Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics
  7. maine tere pyaar mein kyaa Lyrics
  8. Pyaar Kiya To Darna Lyrics
  9. Dil Laga Liya Maine Lyrics
  10. Maine Dil Tujhko Diya Lyrics
  11. Dil Ne Pyar Kiya Lyrics
  12. Maine Dil Tumhe De Diya Lyrics
  13. Maine paidal se ja raha tha Lyrics
  14. Pardesi Maine Lyrics
  15. Yaad kiya dil ne kahaan ho Lyrics