Hindi Song Title: Main Tere Khwaabon Mein
Hindi Movie/Album Name: KUCH DIL NE KAHA
Singer(s): UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:
(Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga) – 2
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri marzi na ho to paas nahin aaoonga
Paas chala aaoonga to door nahin jaaoonga
Haan, teri marzi na ho to paas nahin aaoonga
Paas chala aaoonga to door nahin jaaoonga, ho
Tere nakhre, tera gussa
Tere jhumke, tera thumka
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Husn pe apne tujhko kitna guroor hai
Haan tu jawaani ki masti mein choor hai
Haan, husn pe apne tujhko kitna guroor hai
Haan tu jawaani ki masti mein choor hai, ho
Tera hasna, tera rona
Tera jagna, tera sona
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga

Related posts:

  1. Mere khwaabon mein tu meri saanson mein tu Lyrics
  2. Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Meri Neendon Ko Churaaye Lyrics
  3. Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Meri Neendon Ko Churaaye Lyrics
  4. Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Meri Neendon Ko Churaaye Lyrics
  5. Main Tulsi Tere Aangan Ki Lyrics
  6. Tere Mere Beech Mein Lyrics
  7. Tere is Jahan main e Khuda Lyrics
  8. Ab Tere Dil Mein Hum Aagaye Lyrics
  9. Sajna Tere Pyaar Mein Lyrics
  10. Tere Ishq Mein Pad Gaya Re Lyrics
  11. Tere Ishq Mein Tere Ishq Mein Lyrics
  12. Tere Bina Main Na Rahoon Lyrics
  13. Phir Tere Shahar Main Lyrics
  14. Main Rok Loo Tere Badhte Kadam Lyrics
  15. Tere Chehre Mein Vo Jaadu Hai Lyrics