Main Ek Deewana Ladka Lyrics


Hindi Song Title: Main Ek Deewana Ladka
Hindi Movie/Album Name: DEEWANAPAN
Singer(s): SHAAN

Hindi Lyrics:
(Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki) – 2
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
(Jo ho raha hai ehsaas kya hai
Mere labon pe yeh pyaas kya hai
Dilbar mujhe bata de
Ho, bekhudi ko aise na badha) – 2
Saawan tere baalon mein hai
Nakhra teri chaalon mein hai
Rangat tere gaalon mein hai
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Chaahat ka dard mujhko diya hai
Bechain mere dil ko kiya hai
Teri jhuki nazar ne
Ho, jaan legi teri yeh adaa

Chaahat ka dard mujhko diya hai
Bechain mere dil ko kiya hai
Teri jhuki nazar ne

Ho, jaan legi teri yeh adaa
Khushboo teri saanson mein hai
Shaukhi teri aankhon mein hai
Masti teri baaton mein hai
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
Jaadu sa chhaane laga – 9

Related posts:

  1. Deewana Main Chala Lyrics
  2. Yeh Ladka Hai Allah Lyrics
  3. Ladka Yeh Kehta Hai Lyrics
  4. Ladka Mud Mud Ke Lyrics
  5. Yeh Ladka Hai Allaah Lyrics
  6. Deewana dil Deewana Lyrics
  7. Dil deewana dhoondhta hai ek haseen ladki Lyrics
  8. Dil Deewana Kehta Hai Lyrics
  9. Dil Hai Deewana Lyrics
  10. Deewana Deewana Dil Lyrics
  11. Deewana Dil Hai Mera Lyrics
  12. Tera Hi Deewana Hoon Lyrics
  13. Jaag Dil-e-deewana Lyrics
  14. Deewana Tera Hai Lyrics
  15. Sun Neeta Sun Neeta Main Lyrics