Kyoon Baar Baar Lyrics
Hindi Song Title: Kyoon Baar Baar
Hindi Movie/Album Name: CHITRA
Singer(s): CHITRA
Hindi Lyrics:
Mm mm mm mm, aa aa aah – 2
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho, oh
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho
Oh, ho ho ho
Mm mm mm mm, aa aa aah – 2
Kahan chhupe ho seene mein tum
Saansein bhaari rehti hai
Oh, neend mein ho ya sapnon mein
Kyoon palkein bhaari rehti hai
Oh, ho ho ho
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho, oh ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho
Mm mm mm mm, aa aa aah – 2
Saare ang tum apne rakhna
Aankh ka rang to mera ho
Haan, thodi thodi shyaam ki rangat
Halka halka savera ho
Oh, ho ho ho
Kyoon baar baar aankhon mein tum
Karvat lete ho, oh ho
Na sote ho, na mujhko tum
Sone dete ho
Mm mm mm mm, aa aa aah – 4
Related posts:
- Kyun Baar Baar Lyrics
- Mehfil Mein Baar Baar Lyrics
- Gham Hai Kyoon Lyrics
- Baar Baar Dekho Lyrics
- Jaane kyoon log pyaar karte hain Lyrics
- Dil mujhse judaa kyoon hua Lyrics
- Dil Mera Churaaya Kyoon Lyrics
- Na jaane kyoon Lyrics
- Baar baar haan bolo yaar haan Lyrics
- Kyoon Darrti Ho Lyrics
- Ek Baar To India Lyrics
- Hmm pehli baar Lyrics
- Pehli baar dil yun Lyrics
- Sop baar Humne Tumse Kaha Lyrics
- Dil ko hazaar baar roka Lyrics