Kahan Jaa Raha Hai Tu Lyrics
Hindi Song Title: Kahan Jaa Raha Hai Tu
Hindi Movie/Album Name: SEEMA
Singer(s): MOHAMMAD RAFI
Hindi Lyrics:
kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
andhera hai mann ka diya to jalaa le
kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale
kahaan jaa raha hai
yeh jeevan safar ek andha safar hai (2)
behekna hai mumkin bhatakne ka darr hai (2)
sambhalta nahin dil ki kissi ke sambhaale
kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
jo thokar na khaaye nahin jeet uss ki (2)
jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uss ki (2)
nishaa manzilo ke yeh pairon ke chhaale
kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
kabhi yeh bhi socha manzil kahaan hai (2)
bade se jahaan mein tera ghar kahaan
tera ghar kahaan hai (2)
jo baandhe the bandhan woh kyon tod daale
kahaan jaa raha hai tu aye jaanewale (2)
kahaan jaa raha hai (4)
Related posts:
- Jaan kahan hai tu kahan Lyrics
- Waada Raha Waada Raha Lyrics
- Koi Humdum Na Raha Koi Lyrics
- Dost dost na raha Lyrics
- Jo haal dil ka idhar ho raha hai Lyrics
- Nazar aa raha hai Lyrics
- Jaata Hai Tu Kahan Lyrics
- Kahan Tak Yeh Man Lyrics
- Yeh Dil Sun Raha Hai Lyrics
- Tanha Ab Na Raha Lyrics
- Maine paidal se ja raha tha Lyrics
- Baantt Raha Tha Jab Khuda Lyrics
- Baant Raha Tha Jab Khuda Lyrics
- Waada raha sanam Lyrics
- Baadalon Mein Chhup Raha Lyrics