Hindi Song Title: Kabhi Socha Na Tha Maine
Hindi Movie/Album Name: PYAAR KIYA NAHIN JAATA
Singer(s): SONU NIGAM AND SONALI VAJPAYEE
Hindi Lyrics:
–MALE–
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar – 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
–FEMALE–
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar – 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
–MALE–
Aaj mujhko laga baat kuch hai zuroor
Paas kitne ho tum jab hue mujhse door
–FEMALE–
Beqaraari hai kyoon, yeh khumaari hai kyoon
Kyoon pareshaan hai, kyoon yeh armaan hai
–MALE–
Tum kya gaye ho jaanam, sang le gaye bahaar – 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Sach kahoon pyaar kya hai main nahin jaanta tha
Pyaar ki baatein sach hai, main nahin maanta tha
–FEMALE–
Kya mujhe ho raha hai, kya mera kho raha hai
Mujhko ehsaas hai, kya meri pyaas hai
–MALE–
Tu nahin paas mere, hai tera intezaar – 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
–FEMALE–
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar – 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
–MALE–
Kabhi socha na tha maine
Related posts:
- Kya Maine Socha Lyrics
- Jaana Maine Lyrics
- Jaana Maine Lyrics
- Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma (duet) Lyrics
- Kabhi aansoo kabhi khusboo kabhi nagma (solo) Lyrics
- Socha Nahin Tha Lyrics
- Jab tujhe maine dekha Lyrics
- Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai Lyrics
- Kabhi Khushi Kabhi Gham Lyrics
- Kabhi Main Kahoon Lyrics
- Kabhi paa liya toh kabhi kho diya Lyrics
- Kabhi Khud Pe Kabhi Haalaat Pe Lyrics
- Kabhi Hasna Hai Kabhi Lyrics
- Kabhi Hasna Hai Kabhi Lyrics
- Kabhi Kabhi Koi Chehraa Lyrics