Jo Pyaar Karta Hai Lyrics


Hindi Song Title: Jo Pyaar Karta Hai
Hindi Movie/Album Name: YEH RAASTE HAIN PYAAR KE
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL, MANOHAR SHETTY AND KAVITA KRISHNAMURTHY

Hindi Lyrics:
Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jaayegi varna
Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jaata hai – 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Yaadein umange, armaan sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai – 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Mmm, mm mm

Dil deta hai, jaan leta hai
Amrit mein vish bhaar deta hai
Jeena mushkil kar leta hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jaata hai – 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)
Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

(Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai) – 3

Related posts:

  1. Hasrat Hi Rahi, Humse Bhi Kabhi Koi Pyaar Karta Lyrics
  2. Jagamag Jagamag Karta Lyrics
  3. Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics
  4. Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Lyrics
  5. Pyaar Re Dil Chahe Pyaar Re Lyrics
  6. Zindagi Ko Bina Pyaar Lyrics
  7. Chal Pyaar Karegi Lyrics
  8. Pyaar Se Pyaar Hum Lyrics
  9. Pyaar Ka Matlab Lyrics
  10. Pyaar Maange Pyaar Maange Lyrics
  11. Mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya Lyrics
  12. Tu Pyaar Ka Saagar Hai Lyrics
  13. Oye raaju pyaar na kariyo Lyrics
  14. Deewane, pyaar ke Lyrics
  15. Pyaar Pyaar Mein Pyaar Pyaar Mein Lyrics