Itna na mujhse pyaar karo Lyrics
Hindi Song Title: Itna na mujhse pyaar karo
Hindi Movie/Album Name: CHHAYA
Singer(s): LATA MANGESHKAR & TALAT MEHMOOD
Hindi Lyrics:
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
(Mujhe ek jagah aaraam nahi
ruk jana mera kaam nahi) -2
Mera saath kahan tak dogi tum
main dekh videsh ka banjara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
(Paani gagan ke deewane
too pyaar mera na pahchane) -2
main tab tak saath chaloon tere
jab tak na kahe too main haara
Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
(kyoon pyaar main too nadaan bane
ik pagal ka armaan bane) -2
Ab laut ke jaana mushkil hai
maine chhod diya hai jag sara
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara
Related posts:
- Tujhe Pyaar Itna Kiye Lyrics
- Kya Pyaar Karoge Mujhse Lyrics
- Tumko Kitnaa Hai Mujhse Pyaar Lyrics
- Mujhe Pyaar Karo Lyrics
- Kisise Tum Pyaar Karo Lyrics
- Itna Main Chaahoon Lyrics
- Itna Hai Tumse Pyar Mujeh Lyrics
- Ay Dil Itna Bata De Lyrics
- Door Na Ja Mujhse Lyrics
- Ajnabi Mujhko Itna Bata Lyrics
- Mujhse Kyon Lyrics
- Mujhse Dosti Karoge Lyrics
- Dil mujhse judaa kyoon hua Lyrics
- Mat kar itna garoor Lyrics
- Mat kar itna garoor Lyrics