Is Tarah Dekho Na Humko Lyrics


Hindi Song Title: Is Tarah Dekho Na Humko
Hindi Movie/Album Name: CENSOR
Singer(s): ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:
–FEMALE–
Laa la la laa, la la la laa la la laa

–MALE–
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana – 2
Ek nasha chhaaya hai hum par – 2
Hosh mein humko na laana

–FEMALE–
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana
Ek nasha chhaaya hai hum par – 2
Hosh mein humko na laana
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

–MALE–
Shonkh nazar yeh mast adaayein, inpe aa marjaaye hum
Is haseen mahaul se bachkar, bolo kyoon ghar jaaye hum
Yun bahek jaane do dil ko, humko na kuch yaad rahe
Aaj dil kuch maang raha hai, aaj na humse sharmaana
Ek nasha chhaaya hai humpar – 2
Hosh mein humko na laana

–FEMALE–
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

Tere dil mein kya kya kuch hai, humne sab kuch jaan liya
Tu hai ek awaara baadal, humne tujhe pehchaan liya
Yun na bahek tu hosh mein aa re, baat na kar aisi vaisi
Jhel na paayega o pagle, meri nazron ka nishaana
Ek nasha chhaaya hai hum par
Hosh mein humko na laana

–MALE–
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

–FEMALE–
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

–MALE–
Oh, ek nasha chhaaya hai hum par

–FEMALE–
Ek nasha chhaaya hai hum par

–BOTH–
Hosh mein humko na laana
Is tarah dekho na humko, is tarah na muskuraana

–MALE–
Is tarah na muskuraana

–FEMALE–
Is tarah na muskuraana

Related posts:

  1. Dekho Dekho Jaanam Lyrics
  2. Mausam Ki Tarah Lyrics
  3. Meri Tarah Tum Bhi Lyrics
  4. Kismat Se Tum Humko Lyrics
  5. Dekho Na, Zara Dekho Na Lyrics
  6. Humko Mohabbat Dhoond Rahi Thi Lyrics
  7. Dekh Lo Aaj Humko Ji Bharke Lyrics
  8. Zindagi Is Tarah [Female] Lyrics
  9. Aise To Na Dekho Lyrics
  10. Zindagi Is Tarah [Male] Lyrics
  11. Is Tarah Pyaar Se Lyrics
  12. Laharon Ki Tarah Yaadein Lyrics
  13. Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge Lyrics
  14. Humko Humise Chura Lo Lyrics
  15. Humko To Ishq Lyrics