India Se Main Aaya Lyrics


Hindi Song Title: India Se Main Aaya
Hindi Movie/Album Name: OUT OF CONTROL
Singer(s): SONU NIGAM

Hindi Lyrics:
India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
He Thodaa Saa Mujhko Qaraar Chaahiye
Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon

You Wanna Wanna Know The Silver Line

Sapney Saje Hain Nigaahon Mein Udtaa Hoon Main In Havaaon Mein
Khushiyaan Bikhere Jo Raahon Mein Bhar Loon Use Apni Baanhon Mein
Shohrat Mujhe Beshumaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon Ho

Kitne Hasin Ye Nazaare Hain Sundar Ye Pariyon Kaa Melaa Hai
Apnaa Banaa Le Koi Mujhe Dil Meraa Kitnaa Akelaa Hai
Dilvaalaa Koi Mujhe Yaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon Ho

O Apnaa Vatan Yaad Aataa Hai Us Mitti Se Meraa Naataa Hai
Pardes Mein Uski Khushboo Kaa Jhonkaa Koi Aa Hi Jaataa Hai
Har Lamhaa Mujhko Khumaar Chaahiye Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

Hey India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
India Se Main Aayaa Hoon Deevaanaa Dil Laayaa Hoon
Hey Thodaa Saa Mujhko Qaraar Chaahiye
Mujhko Zamaane Kaa Pyaar Chaahiye

Related posts:

  1. India Se Aaya Lyrics
  2. Yaar Main India Chala Lyrics
  3. Ek Baar To India Lyrics
  4. I Love My India (Part 2) Lyrics
  5. I Love My India (Part 2) Lyrics
  6. Good Morning India Lyrics
  7. Phir Tere Shahar Main Lyrics
  8. Mr. India Lyrics
  9. India Is The Best Lyrics
  10. Aaya Tere Dar Par Lyrics
  11. Aasmaan Se Aaya Farishta Lyrics
  12. Saamne Ye Kaun Aaya Lyrics
  13. Dil Tod Aaya Lyrics
  14. Aaya Maahi Lyrics
  15. Aaya Mausam Dosti Ka Lyrics