Hum Tumhare Hain Sanam Lyrics


Hindi Song Title: Hum Tumhare Hain Sanam
Hindi Movie/Album Name: HUM TUMHARE HAIN SANAM
Singer(s): UDIT NARAYAN AND ANURADHA PAUDWAL

Hindi Lyrics:
–MALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

–FEMALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

–BOTH–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

–MALE–
Hey hey, la la la
La la la la la la la

–FEMALE–
Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Oh oh oh oh oh oh oh

–MALE–
(Yeh suhaane pal, yeh mulaaqaatein
Hum na bhoolenge pyaar ki baatein) – 2

–FEMALE–
Din hai mushkil, raat bhaari
Har ghadi hai beqaraari
Chaahatein hoti na kam

–MALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

–FEMALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

–MALE–
Ho oh ho, ho oh ho
Ho oh oh oh oh oh oh oh

–FEMALE–
(Tumko dhadkanon mein yun basaana hai
Apni palkon mein yun chhupaana hai) – 2

–MALE–
Jab uthaaye hum nigaahein
Tumko dekhe, tumko paaye
Door jaaye ab na hum

–FEMALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

–MALE–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

–BOTH–
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam – 5

Related posts:

  1. Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics
  2. jab se tum ko dekhaa hain sanam Lyrics
  3. Waada raha sanam Lyrics
  4. Sanam Tum Hum Pe Lyrics
  5. Tere Hum Ai Sanam Lyrics
  6. Hamko Tumhare Ishq Ne Lyrics
  7. O mere sanam o mere sanam Lyrics
  8. Sanam Teri Kasam Lyrics
  9. Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon Lyrics
  10. Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon Lyrics
  11. Bekhudi Mein Sanam Lyrics
  12. Hum Dil De Chuke Sanam Lyrics
  13. Hum Tumhe Chaahte Hain Lyrics
  14. O Sanam Lyrics
  15. Dil Mein Sanam Ki Surat Lyrics