Honthon Mein Aisi Baat Lyrics
Hindi Song Title: Honthon Mein Aisi Baat
Hindi Movie/Album Name: JEWEL THIEF
Singer(s): LATA MANGESHKAR, BHUPINDER
Hindi Lyrics:
Lata:
Honthon mein aisi baat
(Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi) -2
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan -2
Ho~, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Jo dekhoon peechhe mudke (hoy)
To pag mein payal tadpe (hoy)
Aage chaloon to dhadakti hai sari angnayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Bhupinder:
Ho shaloo
Lata:
Aise mera jwala sa tan lehraye -2
Ho~, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Arrey ab jhumka toote (hoy)
Ke meri bindiya choote (hoy)
Ab to banke qayamat leti hoon angdayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Related posts:
- Kuch Hum Mein Aisi Baatein Hain Lyrics
- Mein Vohi Vohi Baat Lyrics
- Dil Mein Jo Baat Hai Lyrics
- Jo Baat Tujh Mein Hai Lyrics
- Aisi Deewangi Lyrics
- Kaunsi Baat Hai Duniya Mein LYrics
- Meri baat rahee mere man mein Lyrics
- Mari Koyal Ne Aisi cook Lyrics
- Aisi Ankhen Nahi Dekhi Lyrics
- Ek To Aisi Ladki Lyrics
- Khudaa hamako aisi khudaai naa de Lyrics
- Baat Samjha Karo Lyrics
- Baat Kya Hai Kaise Kah Dein Lyrics
- Jab koi baat bigad jaye Lyrics
- Baat Meri Suniye To Zara Lyrics