Hindi Song Title: Hamko Bhi Gham Ne Maara
Hindi Movie/Album Name: AAS PAAS
Singer(s): LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
Ho o o
Ho o o o, o o o, o o o
(Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo
Ho Ho, Ho Ho) -2
Aaa Ooo Ho (+Laughing)
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Yeh Gham Kabhi Khushi Ka Armaan Banke Aaya
Hanste Hue Yeh Dil Mein Mehmaan Banke Aaya) -2
Ghar Se Ise Nikaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Din Ko Tadapte Hain Woh Raaton Ko Jaagte Hain
Nadaan Hain Bade Woh Jo Gham Se Bhaagte Hain) -2
Hanskar Gale Lagaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo -2

(Har Aarzoo Hai Chhoti Yeh Zindagi Badi Hai
Woh Saamne Nazar Ke Dekho Khushi Khadi Hai) -2
Aawaaz Do Bulaalo
Is Gham Ko Maar Daalo
Hamko Bhi Gham Ne Maara
Tumko Bhi Gham Ne Maara
Ham Sab Ko Gham Ne Maara
Is Gham Ko Maar Daalo
Ho Ho, Ho Ho
Hamko Bhi Gham Ne
Tumko Bhi Gham Ne
Ham Sab Ko Gham Ne
Is Gham Ko Maar Daalo

Related posts:

  1. Kabhi Bekasi Ne Maara Lyrics
  2. Shaam-E-Gham Ki Qasam Lyrics
  3. Hamko Chaahe Koi Lyrics
  4. Hamko Tumhare Ishq Ne Lyrics
  5. Gham Chupate Raho Lyrics
  6. Jaane kyun hamko Lyrics
  7. Gham Ka Khazana Lyrics
  8. Gham Hai Kyoon Lyrics
  9. Nuktachi Hai Gham-E-Dil Lyrics
  10. Khushiyan Aur Gham Lyrics
  11. Kabhi Khushi Kabhi Gham Lyrics
  12. Suttaa Maar Le Lyrics
  13. Maar daala haan maar daala Lyrics
  14. Hum To Hain Chui Mui Lyrics
  15. Bom Mat Maar Lyrics