Hamare Baad Lyrics
Hindi Song Title: Hamare Baad
Hindi Movie/Album Name: AAN
Singer(s): UDIT NARAYAN, SHABBIR KUMAR, SARIKA KAPOOR
Hindi Lyrics:
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein
Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein (2x)
Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi
Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi (2x)
Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki
Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki (2x)
Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Related posts:
- Kash Aap Hamare Hote Lyrics
- Tum Kitne Din Baad Mile Lyrics
- Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai Lyrics
- Chale Bhi Aao Lyrics
- Aayega aayega aayega Lyrics
- Kaun Main Haan Tum Lyrics
- Hum Bhi Mohabbat Lyrics
- Kaun dagar kaun shaher Lyrics
- Jaa Sajna Tujhko Lyrics
- Aayega Koyi Aayega Lyrics
- O Majhi Re Lyrics
- Rukmani Rukmani Lyrics
- Hamara Dil Aapke Paas Hai Lyrics
- Tumhe Apna Banaane Ki Kasam Lyrics
- Ae Nazneen Suno Na Lyrics