Ek Baar To India Lyrics
Hindi Song Title: Ek Baar To India
Hindi Movie/Album Name: JEENA SIRF MERRE LIYE
Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Oh, oh, oh, oh
Sach main kehti hoon yaar, ho jaayega re pyaar – 2
Tu mujhko aazmaake dekh na
(Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na) – 2
Sach main kehti hoon yaar, ho jaayega re pyaar – 2
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Hai Taj Mahal India mein, hai Qutub Minaar India mein
Chaandni chauk India mein, mausam ki bahaar India mein
Laila Majnu India mein, Sohni Mahiwaal India mein
Betaab hai dil India mein, madmast khayaal India mein
Kho jaayega qaraar, ho jaayega re pyaar – 2
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Ghoonghroo paayal India mein, mann ka sangeet India mein
Ganga Jamuna India mein, chaahat ke geet India mein
Bhangra garba India mein, masti ka khumaar India mein
Phaagun ke gulaab India mein, saare tyohaar India mein
Kar mera aitbaar, ho jaayega re pyaar – 2
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Sach main kehti hoon yaar, ho jaayega re pyaar – 2
Tu mujhko aazmaake dekh na
Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
Haan, ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na
(Ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagaake dekh na) – 2
Related posts:
- Baar Baar Dekho Lyrics
- Kyoon Baar Baar Lyrics
- Kyun Baar Baar Lyrics
- Mehfil Mein Baar Baar Lyrics
- India Se Main Aaya Lyrics
- I Love My India (Part 2) Lyrics
- I Love My India (Part 2) Lyrics
- Baar baar haan bolo yaar haan Lyrics
- Yaar Main India Chala Lyrics
- India Is The Best Lyrics
- Good Morning India Lyrics
- Mr. India Lyrics
- India Se Aaya Lyrics
- Dil ko hazaar baar roka Lyrics
- Pehli baar dil yun Lyrics