Hindi Song Title: Dil Ne Phir Yaad Kiya
Hindi Movie/Album Name: DIL NE PHIR YAAD KIYA
Singer(s): SONU NIGAM, AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
–MALE–
Mmm hmm hmm hmm, oh ho ho…
Dil ne phir yaad kiya
Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa
Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya
Dil ne phir yaad kiya
–FEMALE–
Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa
Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya
Dil ne phir yaad kiya
–MALE–
Chaaro taraf khumaar hai, mausam bhi beqaraar hai
Baheke hue khayaalon pe ab naa ikhtiyaar hai
–FEMALE–
Chaaro taraf khumaar hai, mausam bhi beqaraar hai
Baheke hue khayaalon pe ab naa ikhtiyaar hai
–MALE–
Khwaabon ko bhi sajaane lagaa, jadoo koi chalaane lagaa
–FEMALE–
Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya
–MALE–
Dil ne phir yaad kiya
Hey eh hey, la la laa…..
–FEMALE–
Chhaaya jab suroor hai, saare ghamon se door hai – 2
Masti mein hai yeh zindagi, kuch to hua zaroor hai
–MALE–
Chhaya jab suroor hai, saare ghamon se door hai
Masti mein hai yeh zindagi, kuch to hua zaroor hai
–FEMALE–
Dheere dheere jhalaane lagaa, neendon ko bhi churaane lagaa
–MALE–
Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya
–FEMALE–
Dil ne phir yaad kiya
–BOTH–
Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa
Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya
Dil ne phir yaad kiya
Related posts:
- Yaad kiya dil ne kahaan ho Lyrics
- Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Woh Zaalim Lyrics
- Pyaar Kiya Nahin Jaata Lyrics
- Pyaar Tune Kya Kiya Lyrics
- Yaad Yaad Bas Yaad Lyrics
- Nikamma Kiya Is Dil Ne – 2 Lyrics
- Nikamma Kiya Is Dil Ne Lyrics
- Yaad Aayi Yaad Ayi Lyrics
- Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi Lyrics
- Teri Yaad Aa Rahi Hai Lyrics
- Maine Koyi Jadoo nahi kiya Lyrics
- Maine Pyaar Kiya Lyrics
- Main Tujhko Yaad Aaoonga Lyrics
- Waqt ne kiya kya haseen sitam Lyrics
- Pyaar Kiya To Nibhaana Lyrics