Hindi Song Title: Dil dil dil dil deewana
Hindi Movie/Album Name: HAR DIL JO PYAAR KAREGA
Singer(s): UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Dil dil dil dil deewana
Deewana
Pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
Paagal
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
Kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya re
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Hansti thi aankhein magar rehti thi unmein nami
sab kuchh mere paas tha bas thi tumhaari kami
Aur kya chaahiye zindagi ke liye
Jaanejaan tere siva
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Itni mohabbat karo main hosh mein na rahoon
Mar jaoon tere bina varna judaai sahoon
Pyaar hi pyaar hai dekhta hoon jahan
Kya rang laayi dua
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Bolo na ab kya karein
Ya to jiyein ya to marein
Dil dil dil dil dil dil dil dil dil deewana
Ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya re
Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar mein paagal
Kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya re ..
Related posts:
- Deewana dil Deewana Lyrics
- Deewana Deewana Dil Lyrics
- Awara Paagal Deewana Lyrics
- Deewana Hai Dekho Lyrics
- Deewana Hai Ye Dil Lyrics
- Deewana Hai Yeh Mann Lyrics
- Deewana Hai Yeh Mann Lyrics
- Dil Tera Deewana Lyrics
- Deewana Dil Hai Mera Lyrics
- Yeh mera dil yaar ka deewana Lyrics
- Deewana hua baadal Lyrics
- Deewana Main Chala Lyrics
- Deewana Mujhko Log Kahen Lyrics
- Tera Hi Deewana Hoon Lyrics
- Jaag Dil-e-deewana Lyrics