Deewani Main Ho Gayi Lyrics
Hindi Song Title: Deewani Main Ho Gayi
Hindi Movie/Album Name: INDIAN
Singer(s): ALKA YAGNIK AND SHAAN
Hindi Lyrics:
–MALE–
Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
–FEMALE–
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
–FEMALE–
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
–FEMALE–
Deewana tu na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
Jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
–MALE–
Hey hey eh, hey hey hey hey hey
–FEMALE–
Jaadu nigaahon ka teri mujhpe asar kar gaya hai
–MALE–
Hey hey hey hey hey
Dil deewana tumhaara vaada koi kar gaya hai
–FEMALE–
Maine maana meri jaan, maine maana
Dil jo bola vohi kar diya
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
–FEMALE–
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha, deewana ban gaya
–CHORUS–
Hey hey hey, ha ha ha ha
Hey hey hey, aah ha ha ha
–MALE–
Hey hey hey
–CHORUS–
Ha ha ha ha
–MALE–
Hey hey hey
–CHORUS–
Aah ha ha ha
–MALE–
Dhadkanein sun rahi hai dhadkanon ki zubaan ko – 2
–FEMALE–
Aisa haseen ho nazaara to kaise na armaan jawaan ho
–MALE–
Tere bin ek pal nahin jeena, maine yeh faislaa kar liya
–FEMALE–
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
–FEMALE–
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha, deewana ban gaya
–FEMALE–
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
–MALE–
Na tujhe hai khabar
–BOTH–
Na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
–FEMALE–
Deewani main ho gayi
–MALE–
Deewana main ho gaya
–CHORUS–
Eh hey hey, aah ha ha ha
–MALE–
Deewana main ho gaya
–CHORUS–
Eh hey hey, aah ha ha ha – 2
Related posts:
- Deewani Main Ho Gayi Lyrics
- Dekha tujhe to ho gayi deewani Lyrics
- Ni Main Samajh Gayi Lyrics
- Chadh Gayi Chadh Gayi Lyrics
- Ek Ladki Deewani Si Lyrics
- Kal Raat Ho Gayi Lyrics
- Sach Much Main To Lyrics
- Sar Se Sarak Gayi Lyrics
- Teri bindiya udaake le gayi Lyrics
- Teri chunariya dil le gayi Lyrics
- Ek Deewani Ladki Lyrics
- Dil Le Gayi Le Gayi Lyrics
- Ye Jawani Hain Deewani Lyrics
- Prem jaal mein phas gayi Lyrics
- Ki Toot Gayi Lyrics