Deewana dil Deewana Lyrics
Hindi Song Title: Deewana dil Deewana
Hindi Movie/Album Name: KABHI HAAN KABHI NAA
Singer(s): AMIT KAPOOR
Hindi Lyrics:
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Andaaz dikhlati saaton tarah ke, jalwe lutati hue 2
Aati hogi mausam ke saath gulshan khilati hui
Aa bhi jaa, ab jaane ja.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Dil se laga kar ke rakhha ab tak, resham ka tera rumaal 2
Aage kahoon kya jaaneman aa dekh ja mera haal
Aa bhi ja ab jaane ja
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Tuta sitara to maanga tha rab se, tujhko hi jaane wafa 2
Jo tut jaye tare tamam, mango wahi ek dua
Aa bhi jaa ab jaane ja
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Related posts:
- Deewana Deewana Dil Lyrics
- Deewana Dil Hai Mera Lyrics
- Deewana Mujhko Log Kahen Lyrics
- Yeh mera dil yaar ka deewana Lyrics
- Deewana kar ke chhodoge Lyrics
- Deewana Hai Yeh Mann Lyrics
- Deewana Hai Yeh Mann Lyrics
- Dil Tera Deewana Lyrics
- Deewana Main Chala Lyrics
- Deewana Hai Ye Dil Lyrics
- Deewana Tera Hai Lyrics
- Main Ek Deewana Ladka Lyrics
- Tera Hi Deewana Hoon Lyrics
- Dil dil dil dil deewana Lyrics
- Jaag Dil-e-deewana Lyrics