Hindi Song Title: Chanda taare, sun le saare
Hindi Movie/Album Name: YAADEIN
Singer(s): SUKHWINDER SINGH, AND KAVITA KRISHNAMURTHY SUBRAMANIAM

Hindi Lyrics:
–MALE–
Chanda taare, sun le saare – 2
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh
Chanda taare, sun le saare

–FEMALE–
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

–MALE–
Hum tum itna pyaar karenge – 2
Jo bhi sunega, voh yeh kahega
Kaun raha hai, kaun rahega
Pyaar raha hai, pyaar rahega

–FEMALE–
Pyaar raha hai, pyaar rahega

–MALE–
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

–FEMALE–
Mere dil ki, tere dil ki – 2
Baat koi bhi beh na jaaye
Baat ka dariya chhod ke saahil
Humse aage beh na jaaye – 2
Chanda taare, sun le saare
Ho, teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

–BOTH–
Chanda taare, sun le saare
Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage
Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage
Aah ha, aah ha, o oh, oh

–MALE–
Chanda taare, sun le saare

–CHORUS–
Yaadein, yaadein, yaadein – 2

Related posts:

  1. Chanda Re Chanda Re Lyrics
  2. Chanda Re Chanda Re Lyrics
  3. O Saathiya Saare Lyrics
  4. Yahaa Vahaa Saare Jahaa Lyrics
  5. Chaand Taare Tod Laoon Lyrics
  6. Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Lyrics
  7. Ghunghte Mein Chanda Lyrics
  8. Chanda Sitaare Lyrics
  9. Sharma Ke Badlon Mein Chanda Lyrics
  10. Jaanam Tere Liye Lyrics
  11. Jab Se Dekha Tumko Lyrics
  12. Kabhi Jaage Soye Lyrics
  13. Honton pe bas tera naam hai Lyrics
  14. Ye Taara Woh Taara Lyrics
  15. Hanse Tim Tim Lyrics