Hindi Song Title: Bolo Kyaa Khayaal Hai
Hindi Movie/Album Name: LOVE IN NEPAL
Singer(s): SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN
Hindi Lyrics:
Hey Hey Hey Hey
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi
Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi
Apne Dil Ko Thaam Loon Jab Tumhaaraa Naam Loon
Kyaa Karoon Dil Meraa Behaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai
Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Khvaab Ho Naseeb Ho Tum Mere Qareeb Ho
Ho Ke Judaa Rahnaa Muhaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai
Hey Hey Hey
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai
Related posts:
- Bolo Bolo Kutch To Bolo Lyrics
- Raat ne kyaa kyaa Lyrics
- bolo bolo kya baat hui hai Lyrics
- Bolo To Lyrics
- Tere khayaal ki Lyrics
- Hai Na bolo Lyrics
- Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai Lyrics
- tuze kyaa sunaaoo main dilarubaa Lyrics
- Love You Love You Bolo Lyrics
- Dil to hain dil dil kaa ayetabaar kyaa kije Lyrics
- Sajan Re Jhooth Mat Bolo Lyrics
- maine tere pyaar mein kyaa Lyrics
- Pyaar muz se jo kiyaa to kyaa paaogee Lyrics
- Yeh din kyaa aaye Lyrics
- mere dost kissaa ye kyaa ho gayaa Lyrics