Balmaa Kitna Nadaan Hai Lyrics


Hindi Song Title: Balmaa Kitna Nadaan Hai
Hindi Movie/Album Name: SHREEMAN FUNTOOSH
Singer(s): LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
(tujh se vo naihaa lagaaye to
jaan ke jaan g.nvaaye o Ram
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2 ) -2

(saaNjh savere meri jaan jalaaye) -2
(jo na bujhe tu aisi aag lagaaye) -2
aise balam se bachaaye o raam
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2

(kaahe ko tu aisi kartaa hai batiyaa) -2
(laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaaN) -2
ankhiyon se ankhiyaaN milaaye o raam
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2

(ho gayaa Gazab kiyaa tune o sainyaa) -2
(beech bajariyaa ke thaam li bainyaa) -2
nikli mere mukh se haay o Ram
(balmaa kitnaa naadaan hai tu) -2
tujh se vo…

Related posts:

  1. Hum Kitne Nadaan Hai Yaaron Lyrics
  2. Aye Mere Dil-E-Nadaan Lyrics
  3. Mujeh Kitna Pyar Hai Lyrics
  4. Tumse kitna pyaar hai Lyrics
  5. Kitna Pagal Dil Hai Lyrics
  6. Humein Tumse Pyaar Kitna (Re-Done) Lyrics
  7. Kitna Pyaara Hai Lyrics
  8. Kitna Pyaara Tuhje Lyrics
  9. Kitna Pagal Dil Hai (female) Lyrics
  10. Kitna Majboor Ho Gaya Lyrics
  11. Kitna hasin hai mausam Lyrics
  12. Hmain tumse pyaar kitna Lyrics
  13. Sona kitna sona hai sone jaise tera man Lyrics
  14. Ankhiyaan ankhiyaan Lyrics
  15. Akhiyaan chipki Lyrics