Badi Mushkil Lyrics


Hindi Song Title: Badi Mushkil
Hindi Movie/Album Name: LAJJA
Singer(s): ALKA YAGNIK

Hindi Lyrics:
Kangna kangna kangna, ha aah
Jhumka jhumka jhumka, ha aah
Paayaliya paayaliya, ha aah
Kangna kangna kangna, jhumka jhumka jhumka
Paayaliya paayaliya
Chhanak chhanak ke bole, chhanak chhanak ke bole, oh
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Koi kahe, o mujhko chhamiya
Koi kahe mujhko nautanki
Shaher shaher meri baatein, Mumbaiyaan Barabanki
Sab kahe mujhse aake mil, aake mil baba aake mil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Chal chale in galiyon se
Chal chale rang raliyon se
Loot na le pyaase bhanwre khushboo maheki kaliyon se
Yeh nahin chaahat ke qaabil, yeh nahin chaahat ke qaabil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie, zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til

Related posts:

  1. Badi Mushkil Hai Lyrics
  2. Mushkil Hai Bahut Mushkil Lyrics
  3. Mushkil Hai Lyrics
  4. Ye Ladki Badi Sarfiri Lyrics
  5. Hum Badi Door Chale Aaye Lyrics
  6. Badi naazuk hai ye manzila Lyrics
  7. Tu Cheez Badi Hai Mast Lyrics
  8. Mushkil bada ye pyaar hai Lyrics
  9. Bahut Shukriya Badi Lyrics
  10. Ladki Badi Anjaani Hai Lyrics
  11. Kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay Lyrics
  12. Raatein Badi Hain Lyrics
  13. Badi sooni sooni hai Lyrics
  14. Khallas… Bachke Tu Rehna Lyrics
  15. bachke rehna re baba Lyrics