Hindi Song Title: Ayayaya Karun Mein Kya Sukoo
Hindi Movie/Album Name: JUNGLEE
Singer(s): MOHD RAFI
Hindi Lyrics:
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo (2)
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
koyi mastana kahe koyi deewana kahe
koyi parwana kahe jalne ko beqarar
chahat ka mujh pe asar
main duniya se bekhabar
chalta hoon apni dagar
manzil hai meri pyaar
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo
chonko mat aye doston
yoon hi mujhse mat daro
mere bhole pyaar ko
naadaani na samjho
haathon mein jo haath hai
jeevan bhar ka saath hai
seedhi saadi baat hai
kahaani na samjho
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
meri aankhon mein nasha
meri baaton mein nasha
meri saanso mein nasha
behka main bin peeye
ghutati ghutati bebasi
sehmi sehmi har ghadi
bin chahat ka zindagi
jeeta main kiss liye
aai aai yaa sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
ho gaya dil mera sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo
aai aai yaa sukoo sukoo, aai aai yaa sukoo sukoo
Related posts:
- Apni Aankhon Mein Basakar Lyrics
- Main Pyaar Mein Lyrics
- Mere khwaabon mein tu meri saanson mein tu Lyrics
- Tere Ishq Mein Pad Gaya Re Lyrics
- Meri Zindagi Mein Ajnabee Lyrics
- Haathon Ki Lakeeron Mein Lyrics
- Hai Isi Mein Pyar Ki Abroo Lyrics
- Mehfil Mein Baar Baar Lyrics
- Sapnon Mein Aana Dil Mein Samana Lyrics
- Is duniya mein jeena ho Lyrics
- Ghoonghat Mein Chehra Lyrics
- Hum Nahin Tere Dushmano Mein Lyrics
- Sajna Tere Pyaar Mein Lyrics
- Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Meri Neendon Ko Churaaye Lyrics
- Mere Khwaabon Mein Jo Aaye Meri Neendon Ko Churaaye Lyrics