Apni Yaadon Ko Lyrics


Hindi Song Title: Apni Yaadon Ko
Hindi Movie/Album Name: PYAAR ISHQ AUR MOHABBAT
Singer(s): SHAAN

Hindi Lyrics:
–MALE–
Hmm, apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

Jaise tune toda mera dil, tera dil tootega – 2
Tere haathon se bhi kisi ka daaman chhootega
Yaad rakhna, o bekadar, bekhabar bewafa
Mm hmm hmm hmm
Hmm, saari rasmon ko chhod na jaana
Apni kasmon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

Hmm, mere baad ab kisko barbaad karegi
Mere baad ab kisko barbaad karegi
Meri tarah tu bhi ek din faryaad karegi
Yaad rakhna, o beadab, besamajh beimaan
Mm hmm hmm hmm
Haan, aise apnon ko chhod na jaana
Mere sapnon ko tod na jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana
Apni yaadon ko chhod na jaana
Apne vaadon ko tod no jaana
Jaana main hoon tera deewana, deewana
Aashiq pehla puraana

Related posts:

  1. Yaadon Mein Woh Lyrics
  2. Yaadon ki baraat – Male Lyrics
  3. Yaadon Ki Baaraat – Female Lyrics
  4. Yaadon Ki Baaraat Lyrics
  5. Apni Zulfein Lyrics
  6. apni zulfein mere shano Lyrics
  7. Apni to jaise taise Lyrics
  8. Apni Aankhon Mein Basakar Lyrics
  9. Jo humne dastan apni sunayi Lyrics
  10. Manzile Apni Jagah Se Lyrics
  11. Apni mohabbat kabhi kam na ho Lyrics
  12. Apni si lagti hai mujhko Lyrics
  13. Baadshah O Baadshah Lyrics
  14. Ishq Chupta Nahin Lyrics
  15. Tune Mujhe Pehchaana Nahin Lyrics