Aisa Pehli Baar Hua Haai Lyrics
Hindi Song Title: Aisa Pehli Baar Hua Haai
Hindi Movie/Album Name: HAR DIL JO PYAAR KAREGA
Singer(s): SONU NIGAM & CHORUS
Hindi Lyrics:
Aaj kal kyon mera waqt katta nahin
Koi chehra nazaron se hatta nahin
Kya hai betaabiyaan maine na jaana tha
Pehle kabhi dil na deewana tha
ho ho ho…
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi
Koi aaye jaaye mere khayaalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi
Arre koi aaye jaaye mere khayaalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Sapne sajaata hoon main khaamosh raaton mein
Main doob jaata hoon anjaani baaton mein
Hey sapne sajaata hoon main khaamosh raaton mein
Main doob jaata hoon anjaani baaton mein
Koi hawa mein dupatta udaaye
Meri jawaan dhadkanon ko badhaaye
Mujhko sambhaalo o mere yaaron
Ye main kahan kho gaya … haan
Arre uljha uljha rehta hoon uljhe uljhe baalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi
Arre koi aaye jaaye mere khayaalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi jo aahat ho main jaag jaata hoon
Yaadon ke peechhe kyon main bhaag jaata hoon
Hey koi jo aahat ho main jaag jaata hoon
Yaadon ke peechhe kyon main bhaag jaata hoon
Tanhaai mein dil dhadakne laga hai
Na jaane kyon ab tadapne laga hai
Main poochhta hoon koi mujhe bata de
Ye kya mujhe ho gaya
Arre mera naam likh do tum ab paagal deewanon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Koi
Arre koi aaye jaaye mere khayaalon mein
Aisa peli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey aisa pehli baar hua hai satra athra saalon mein
Hey yeah…
Related posts:
- Pehli Pehli Baar Mohabbar Ki Hai Lyrics
- Pehli Pehli Baar Hai Dil Bekaraar Hai Lyrics
- Pehli Pehli Baar Lyrics
- Pehli baar dil yun Lyrics
- Hmm pehli baar Lyrics
- Woh pehli baar jab hum mile Lyrics
- Pehli Baar Jo Dekha Lyrics
- Baar Baar Dekho Lyrics
- Aisa Kyon Hota Hai Lyrics
- Mehfil Mein Baar Baar Lyrics
- Kyun Baar Baar Lyrics
- Kyoon Baar Baar Lyrics
- Ai ajnabi teri pehli nazar Lyrics
- Ho aisa lagta hai jo na hua hone ko hai Lyrics
- Kuch Aisa Jahan Lyrics