Aayega aayega aayega Lyrics
Hindi Song Title: Aayega aayega aayega
Hindi Movie/Album Name: MAHAL
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega
Deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain – 2
Koi nahin chalaata, aur teer chal rahe hain – 2
Tadpega koi kab tak beaas besahaare – 2
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega
Bhatki hui jawaani manzil ko dhoondti hai – 2
Maajhi bagair nayya saahil ko dhoondti hai – 2
Kya jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare – 2
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega aayega
Related posts:
- Aayega Koyi Aayega Lyrics
- Chupke se koi aayega Lyrics
- Aayega Maza Ab Barsaat Ka Lyrics
- Aane Wala Pal Lyrics
- Yeh Jawaani Hadh Kar De Lyrics
- Dil ka haal sune dil waala Lyrics
- Ghunghte Mein Chanda Lyrics
- Koi Na Koi Chaahiye Lyrics
- Kajra Mohabbat Waala Lyrics
- O Haseena Zulfonwali Lyrics
- aane do Lyrics
- Tauba Tumhaare Yeh Ishaare Lyrics
- Hamare Baad Lyrics
- Humein jabse mohabbat ho gayi hai Lyrics
- Ishq Chupta Nahin Lyrics