Hindi Song Title: Aankhon Mein Leke Pyaar
Hindi Movie/Album Name: PYAASA
Singer(s): KARSAN SARGATHIYA, UDIT NARAYAN, AND KAVITA KRISHNAMURTHY
Hindi Lyrics:
–MALE 1–
Hey, jaagi hai umang dil mein
Bujhegi mann ki pyaas
Pyaar ke rang mein hum sab milkar
Hey khelenge daandiya raas
Hey halle, halle!
–MALE 2–
Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
–FEMALE–
Ae, aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
–MALE 2–
(Voh bhi hai beqaraar, main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga) – 2
–BOTH–
Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
–MALE 2–
Chanda ki chaandni hai, mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai voh
Oh ho, oh ho oh ho, oh ho ho
Chanda ki chaandni hai, mausam ki raagini hai
Maheki bahaar hai voh
Mujhse anjaan bhi hai, voh meri jaan bhi hai
Mera hi pyaar hai voh
Dekho taaron waali hai raat, chumenge unka haath
Badh jaaye gar jo baat, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
–FEMALE–
Sapnon ki raat aayi, khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Oh ho, mm hm mm hm, la la la
Sapnon ki raat aayi, khushiyon ko saath laayi
Dil mera aaj dole
Dil mein armaan jaage, soye toofaan jaage
Dhadkan mein pyaar haule
–MALE 2–
Peeke unki nazar ka jaam leta hoon dil ko thaam
Le loon jo unka naam, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
–FEMALE–
Ae, aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
(Voh bhi hai beqaraar, main bhi hoon beqaraar
Ab kaun jaane yaar kya hoga) – 2
–MALE 2–
Aankhon mein leke pyaar aaya hai koi yaar
Bajte hai dil ke taar, kya hoga
Yaar kya hoga, kya hoga, yaar kya hoga
Related posts:
- Leke pehla pehla pyaar Lyrics
- Aankhon Mein Tum Ho Lyrics
- Deewana Leke Aaya Hai Lyrics
- Aap Ki Aankhon Mein Lyrics
- Maein Nikla O Gaddi Leke Lyrics
- Dekha Hai Teri Aankhon Mein Lyrics
- Aap Ke Aankhon Mein Kuchh Lyrics
- Aankhon Mein Tum Lyrics
- Dil leke Haan Lyrics
- Dil leke Haan Lyrics
- Aankhon Mein Hamne Aap Ke Lyrics
- Apni Aankhon Mein Basakar Lyrics
- Aankhon Mein Tumhari Lyrics
- Aankhon Mein Base Ho Tum Lyrics
- meree aankhon mein bas gayaa Lyrics